Saturday, December 13, 2008
Dost ban kar bhi nahi saath nibhanaywala
Dost ban kar bhi nahi saath nibhanaywalawahi andaaz hai zaalim kaa zamaanaywalaab ise log samajhate hain giraftaar meraa saKht nadim hai mujhe daam main laanaywalakyaa kahain kitane maraasim the hamaare os se wo jo ek shaKhs hai muonh pher ke jaanaywalatere hote hue aa jaaty thy saary duniyaa aaj tanhaa houn to koi nahi aanaywalamuntazir kis kaa houn Toothi hoe dahaleez pe main kaun aayegaa yahaun koon hai aanaywalamain ne dekhaa hai bahaaroun main chaman ko jalate hai koi Khwaab kii taabeer bataanaywalakyaa Khabar thi jo meree jaan main ghulaa hai itanaa hai wahi mujh ko sar-e-daar bhi laanaywalatum taqalluf ko bhi ikhalaas samajhate ho 'Faraz' dost hotaa nahain har haath milaanaywala
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment